Karachi se Murree tak ka safar. Jab mein chota tha, mere walid mujhe gari mein le kar jate thay. Woh rastay mein mujhe mukhtalif jagaon ki kahaniyan sunatay thay. Aik martaba hum ne aik purani dukan se chai pee, woh ab bhi yaad hai